HADEES OF THE DAY

 BEAUTIFUL OF "ISLAAM"

Whoever Reads One Letter From The Book Of Allaah ….

Abdullaah Ibn Mas’ood Said: The Messenger of Allaah Sallallahu Alaihay Wasallam (Peace And Blessings Of Allaah Be Upon Him) Said: “Whoever Reads One Letter From The Book Of Allaah Will Earn One Good (Hasanah) Thereby. One Good Deed Iss Equal To Ten Good Deeds The Like Of It. I Do Not Say That Alif-Lam-Mim Is A Letter, But Alif Is A Letter, Laam Is A Letter And Meem Is A Letter.’”
-: (Al-Tirmidhi, 2910; Classed As Saheeh By Al-Albaani In Saheeh Al-Tirmidhi, 2327)

Who Would Refuse? ….

“All Of My Followers Will Enter Paradise Except Those Who Refuse.”
It Was Asked: “O Messenger Of Allah, Who Would Refuse?”
He (Sall-Allaahu ‘Alayhi Wa Sallam) Said:
“He Who Obeys Me Enters Paradise And He Who Disobeys Me Has Refused.”
-: (Reported By Al-Bukhari)

From One Umrah To Another Is An Expiation …

It Was Narrated From Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu That The Prophet Peace Be Upon Him Said:
“From One Umrah To Another Is An Expiation For The Sins That Came In Between Them,
And Hajj Mabrur (An Accepted Hajj) Brings No Less A Reward Than Paradise.”
- Sunan Ibn Majah, Vol 4 , #2888 (Sahih)

When Allah Gathers Together The Earlier And Later ….

Ibn Umar Reported: The Messenger Of Allah, (Peace Be Upon Him), Said,
“When Allah Gathers Together The Earlier And Later Generations On The Day Of Resurrection,
He Will Raise A Banner For Every Treacherous Person And It Will Be Announced That This Is The
Treachery Of So-And-So The Son Of So-And-So.”
-: [Sahih Muslim, Book 19, Number 4301]
»»»

Benefits after death ……

Narrated Aisha: A man said to the Prophet (Sallallahu Alaihay Wasallam), “My Mother died suddenly and I thought that if she had lived she would have given alms. So, if I give alms now on her behalf, will she get the reward?” The Prophet replied in the affirmative.
-: (Book #23, Hadith #470)


Ehteraam-E-Hadees ……

Hazrat-E-Imaam Maalik Radi Allahu Anhu Ek Martaba Huzur Salallahu Ta’ala Alaihi Wasallam Ki Hadees Bayaan Farma Rahe The Ki Logo Ne Dekha Ki Aapka Chehra Kisi Takleef Ke Baa’is (Wajah) Zard Ho Raha Hai, Aur Bade Be-Chain Ho Rahe Hain, Bawajud Iske Aap Ne Hadees Ka Dars Tark Na Farmaya. Aur Ba-Dastur Bayan Farmate Rahe
Aur Jab Bayan Khatm Farma Chuke To Logo Ne Wajah Daryaaft Ki, To Aap Ne Qamees Utaar Di Jis Me Ek Bichchhu Nikla. Jisne 6 Daf’a (Baaz Kitabo Me 70 Daf’a Bhi Aaya Hai) Hazrat-È-Imaam Ko Dasa Tha.
Hazrat-E-Imaam Ne Farmaya Ki: “Hadees Bayan Karte Huye Ye Bichchhu Mujhe Das Raha Tha. Magar Maine Ehteraam-E-Hadees Ke Pesh-E-Nazar Hadees Ka Dars Na Chhoda. Mera Kya Hai, Kuchh Ho Magar Hadees Ka Adab-O-Ehteraam Bahar Haal Muqaddam Hai.”
-: (Sachchi Hikaayaat Safa. 368)

Huzoor Taariki Me Iss Tarhaa Dekhte The Jis Tarha ……

Ummul Momineen Hazrat-E-Ayesha Siddiqa Radi Allahu Anha Se Riwayat Hai Ke
“Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam Taariki (Andheire) Me Iss Tarhaa Dekhte The
Jis Tarhaa Tamam Log Raushani Aur Noor Me Dekhte Hai”
-: (Baihaqi Sharif)

Ambiya Wirasat Me Sirf Ilm Chhodte Hai ……

Abu Darda Radiallahu Anhu Se Riwayat Hai Ki,
Nabi-e-Kareem Sallallaho Alayhi Wasallam Ne Farmaya :
Ulama Ambiya Ke Waris Hai. Ambiya Wirasat Me
Na Duniya Chhodte Hai Aur Na Dirham, Balke Wo Wirasat Me
Ilm Chhodte Hai. Jis Ne Ise (Yani Ilm Ko) Hasil Kiya
Uss Ne Bada Hissa (Ambiya Ki Wirasat Main Se) Paa Liya.
-: (Ibne Maja : Hadees-223, Kitab Us Sunnat)

 Sab Se Jyada Khoufnak Cheez Konsi ?……

Sufyan (Radhi Allahu Ta’ala Anhu) Bin Abdullah Saqfi Se Riwayat Hai, Ke Maine Kaha
“Aye ALLAH Kai Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Jin Cheezon Ko Aap Mere Liye
Khoufnak Farmate Hai Unn Me Sub Se Zyada Khoufnak Konsi Cheez Hai ?
Rasoolallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Apni ZUBAAN Ko Pakra Aur Fermaya Yeh Hai.
 -: (Tirmizi Sharif)

                                   





Aye Ali! 3 Kaamo Me Dair Na Karna ……


Hazrat Abu Huraira Radhi Allahu Anhu Ne Kaha Ki

Huzur Alaihi Salaatu Wasallam Ne Mujh Se Farmaya Ki
Aye Ali! 3 Kaamo Me Dair Na Karna …
1. Namaz Ada Karne Me Jab Waqt Ho Jaaye,
2. Janaza Me Jab Ki Taiyyar Ho Jaaye,
3. Bewa Ki Nikah Me Jab Ki Us Ka Munaasib Rishta Mil Jaaye
.
 -: (Tirmizi Sharif) 


             



 
Aurat! Aurat Hain Yani Chupane Ki Chiz ……


Sarkare Madina Sallalahu Alayhi Wasallam Ne Irshad Farmaya :
Aurat! Aurat Hain Yani Chupane Ki Chiz Hain.
Jab Wo Nikalti Hai Toh Use Shaitan Zak Kar Dekhta Hain.
Yani Use Dekhna Shaitani Kaam Hain.
-: (Tirmizi Sharif, Jild 1,Bab 796, Hadees 1173, Safa 600)



Tum Rizq E-Halal Khaya Karo ……




Nabi-E-Kareem Sallallahu Allaihi Wasallam Ne Farmaya:
“Ager Tum Chahte Ho Ke Tumhari Her Dua Qubool Ho,
Tum Rizq E-Halal Khaya Karo”
-: (Ziyaul-Quran J1p120)
Jumaa Mein 3 Tarah Ke Log Aatey Hain ……

                             


Abdullah Ibn Amr Radi Allahu An hu Se Rivayat Hai Ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya:
Jumaa Mein 3 Tarah Ke Log Aatey Hain,
(1) Ek To Wo Jo Waha Aakar Behuda Baat Karey, Uska Hissa Yahi Hai (Yani Usko Kuch Sawab Na Milega) Aur
(2) Dusra Wo Hai Jo Wahan Aakar Allah Subhanahu Ta’ala Se Dua Karey Agar Allah Chahega Toh Uski Dua Qubul Karega Aur Chahega Toh Nahi Karega, Aur
(3) Teesra Wo Hai Jo Wahan Aakar Khamoshi Se Baith Jaye, Na Logon Ki Gardanein Faand Kar (Over The Neck) Aagey Badey Aur Na Kisi Ko Takleef Pahuchaye Toh Uska Ye Amal Iss Jumaa Se Lekar Agle Jumaa Tak Balki Aur Teen Deen Ziyada Tak Ke Liye Gunaahon Ka Kaffara Ban Jayega, Kyunki Allah Subhanahu Ta’ala Ka Irshaad Hai Ki Jo Shaksh Ek Neki Karta Hai Usko 10 Gunaa Sawab Milega.
-: (Sunan Abu Dawud, 1101)

Sab Se Jyada Khoufnak Cheez Konsi ?……

Sufyan (Radhi Allahu Ta’ala Anhu) Bin Abdullah Saqfi Se Riwayat Hai, Ke Maine Kaha
“Aye ALLAH Kai Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Jin Cheezon Ko Aap Mere Liye
Khoufnak Farmate Hai Unn Me Sub Se Zyada Khoufnak Konsi Cheez Hai ?
Rasoolallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Apni ZUBAAN Ko Pakra Aur Fermaya Yeh Hai.
-: (Tirmizi Sharif)

Aye Ali! 3 Kaamo Me Dair Na Karna ……

Hazrat Abu Huraira Radhi Allahu Anhu Ne Kaha Ki
Huzur Alaihi Salaatu Wasallam Ne Mujh Se Farmaya Ki
Aye Ali! 3 Kaamo Me Dair Na Karna …
1. Namaz Ada Karne Me Jab Waqt Ho Jaaye,
2. Janaza Me Jab Ki Taiyyar Ho Jaaye,
3. Bewa Ki Nikah Me Jab Ki Us Ka Munaasib Rishta Mil Jaaye.
-: (Tirmizi Sharif)
«

Aurat! Aurat Hain Yani Chupane Ki Chiz ……

Sarkare Madina Sallalahu Alayhi Wasallam Ne Irshad Farmaya :
Aurat! Aurat Hain Yani Chupane Ki Chiz Hain.
Jab Wo Nikalti Hai Toh Use Shaitan Zak Kar Dekhta Hain.
Yani Use Dekhna Shaitani Kaam Hain.
-: (Tirmizi Sharif, Jild 1,Bab 796, Hadees 1173, Safa 600)

Tum Rizq E-Halal Khaya Karo ……

Nabi-E-Kareem Sallallahu Allaihi Wasallam Ne Farmaya:
“Ager Tum Chahte Ho Ke Tumhari Her Dua Qubool Ho,
Tum Rizq E-Halal Khaya Karo”
-: (Ziyaul-Quran J1p120)

 

Qayamat Ke 66 Saal Baqi Hain ……

★ Qayamat Ke 66 Saal Baqi Hain.Kamo Besh.(Wallahualam) ★
» The Prophet (Sallalahu Alayhi Wassalam) said:
“The life of this Ummah will exceed 1000, yet will be limited to 1500 years.”
-: (Shaikh Muhammad ibn `Abd ar-Rasul Barzanji (d.1103 AH), Al-Isha`ah li Ashrat as-Sa`ah, p. 299)
Hadees Ke Fahum Ke Hisab Se 1500 Sadi Duniya Ki Limit Hai.
This is Hijri Year 1434 out of 1500 and approximately……
Aab Aap Kudh Sochhe Hazrat Mehndi Alahi Salam Ke Zahur Ka Waqt Karib Hai,
Aur Hazrat Esa Alahi Salam Ka Bhi.
-: (Suyuti, Al-Kashf ‘an Mujawazat Hadhihi al-Ummah al-Alf,
‘Al-Hawi lil-Fatawi’, Suyuti. 2/248, (Arabic) 4/262,
Ahmad Ibn Hanbal, Kitab al-`Ilal, P. 89).


The Key To Paradise Is Prayer, And ……

The Messenger Of Allah (Peace And Blessings Be Upon Him) Said,
“The Key To Paradise Is Prayer, And The Key To Prayer Is Ablution.”
-: (Sunan At-Tirmidhi, Book Of Ablution, Number 4, Hasan)

The year is Twelve months of which four are sacred ….

Abu Bakarah (may Allah be pleased with him) reported that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: “The year is Twelve months of which four are sacred, the three consecutive months of Dhul-Qa’dah, Dhul-Hijjah and Muharram, and Rajab Mudar which comes between Jumadah and Sha’ban.”
-: [Reported by al-Bukhari, 2958]

None Of You Will Have Faith Till He Wishes For ….

Our Prophet Muhammed (Sallallahu Alaihi Wassalam ) Said:
“None Of You Will Have Faith Till He Wishes For His Brother
What He Likes For Himself.”
-: [Sahih Al Bukhari Vol.1, Book 2, No.13]
 

The best of fasting after Ramadhan is fasting …..

Abu Hurayrah (may Allah be pleased with him) said:
“The Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said:
“The best of fasting after Ramadhan is fasting Allah’s month of Muharram.”
-: [Reported by Muslim, 1982]
 

Jahanamiyo Ko Sabse Kam Aazab Yeh Hoga Ke ……

“Qayamat Ke Din Jahanamiyo Ko Sabse Kam Aazab Yeh Hoga Ki
Aag Ke Jute Pahnaye Jayege Jinki Garmi Se Uska Dimag Khoulta Hoga”
-: (Muslim Sharif)
 

Allah Ta’ala Se Ziyada Bardasht Karne Wala Koi Nahi …..

Hazarath Musa Ashari Se Rivayat Hai Ki
Rasoolallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya :
“Taklif-deh Baat Sunkar Allah Ta’ala Se Ziyada Bardasht Karne Wala
Koi Nahin, Mushrikin Uske Liye Beta Sabit Karte Hai Aur
Fhir Bhi Allah Unhe Aefiyat Deta Hai Aur Rizq Aata Karta Hai.
-: (Bukhari Sharif)

Tum Yaa Toh Aalim Baano, Ya Talib-E-Ilm Baano ……

Hazrat Abu Bakar (Radi Allahu Anhu) Farmate Hain, Maine
Rasoolallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Yeh Irshaad Farmate Huye Suna:
“Tum Yaa Toh Aalim Baano, Ya Talib-E-Ilm Baano, Ya Ilm Tavajjo Se Sunne Wale Bano,
Ya Ilm Aur Ilm Waalo Se Mohabbat Karne Wale Bano,
(Inn 4 Ke Alaava) Paanchvi (5th) Kism Ke Mat Bano,
Warna Halaak Ho Jaoge. Paanchvi Kism Yeh Hai Ki Tum Ilm Aur Ilm Walo Se Bugz Rakho.
-: (Tabrani~Bazzar~Mazmuz-Waeed: 1/328)
 

2 comments:

ASSLAMUALIKUM
if you have any question about islam (or) sunni islamic then plezz ask me i am glad clear you mind with proof in islamic culture.
THANKS,
YA PEER..